Adstarget And Forcemedia Ads Network Review 100% Fake With Proof

Onlineincoms

Hello friends swagat hai aap sabhi logo ka ek new post mein jis post mein hum aap sab ko batane wala hain. 2 Aise adsnetwork website bare mein jo ki 100% fake adsnetwork website hain. Woh bhi proof ke sath mein aap ko is post mein batane wala ho

First : Fake Adsnetwork website adstarget.com

Friends aap logo ne toh adstarget ads network ke bare mein toh zaroor suna hoga yeh ek ads network hain. agar aap log is ads network mein kaam kar rahe hain toh kaam karna bund kar de kyuki yeh ads network bilkul bhi fake ads network hain. Aaj mein aap logo ko is ads network ka fake hone ka proof Dene wala ho mein adstarget ads network ko takribun 5 month se use kar raha ho mujhe is mein achchi earning bhi horahi thi. Accha CPM CPC bhi mil raha tha mujhe adstarget ads network mein 1000 impression aur 28 click pe 4$ tak ki earning hui thi lekin kya faida woh kaite hain na jo cheez fake hoti hain wohi sab se ziyada earning bhi deta hain. Kyuki usko payment Dena nhi hota hain.

Is ads network mein minimum withdrawal 35$ hain jo ki paypal mein jab meri 35$ ki earning ho gaye tab meine withdrawal lagaya

Onlineincoms

withdrawal lagane ke baad meine 2 din tak wait kya 2 din wait karne ke adstarget ke taraf se ek mail aaya ki aap ki payment ki reject kar diya gaya hain. Aur mere adstarget account ko bhi block diya hain adstarget walone.

Onlineincoms

Adstarget ka mail ane k baad meine unse contact karne ki koshish ki ke sir mera payment koi reject kar diya gaya hain. Unki taraf se koi reply nhi araha hain. Ferind agar aap log pure YouTube par search karte hain. Adstarget payment proof toh aap ko ek bhi video nhi Milne wali hain. Kyuki yeh fake adsnetwork hain. Is ko payment Dena nhi hota hain payment ke samay aap ke account ko block kar dega aur payment nhi dega Agar aap log Is adstarget adsnetwork mein kaam kar rahe hain. Toh kaam karna bund kar de kyuki aap ka time waste hone wala hain aur aap ko kuch nhi Milne wala hain.

Onlineincoms

Second, Fake Adsnetwork website forcemedia.com

Ferind forcemedia adsnetwork bhi ek fake adsnetwork hain. yeh adsnetwork Google Adsense ke ads ko run karata hain. Yeh forcemedia adsnetwork toh aap ke website ke liye approvals toh badi asani se dedega approval ke baad jab aap apni website pe is forcemedia adsnetwork ki ads laga kar use kroge 1 month uske baad agar aap ne 1 month mein 15$ ki earning kri hogi toh woh aap ko sirf 2$ he aap ke account mein add krega aur jab aap usse contact kroge toh woh aap se bolega ki aap ke website pe invalid traffic se aap ki earning cut kardiya gaya hain.

Yeh mere sath bhi hua tha

Onlineincoms

Aap is screenshot mein dhekh sakte hain.agar aap log in 2 adsnetwork Website mein kaam karte hain.

Adstarget.com
Forcemedia.com

Kaam karna bund kar de kyuki aap ko kuch nhi Milne wala hain. Aur aap ka time waste hone wala hain.

Agar aap ke pass bhi koi aisa adsnetwork website hain.jo ki fake hain hume comments karke batayen hum uske bare mein logo ko batayege.

Leave a Comment